Kya yognidra karte samay ginti karna theek hai?

Q : Jai Gurudev, Apke charno mein mera pranaam...... Main ashram mein do baar shivir attend kar chukka hoon. Aapne jaisa kaha tha main apne shwas par nazar rakhta hoon. Roz subah main nishkriya dhyan or sham ko yog nidra karta hoon. meri samasya yeh hai ki ab na chahte hua bhi jab mai nishkriya dhyan karta hoon meri ginti shru ho jati hai or shwas lambi ho jati hai. yahi yog nidra mein bhi hota hai. mai janana chahta hoon ki kya nishkriya dhyan or yognidra karte samay shwas lete samay ginti karna theek hai? kripya mera margdarshan karein..... Ajay


Answer

Dear Ajay, while doing yog nidra and nishkriya do not count breaths.

Gurumaa

Views: 25,264

Tags: , , ,

Videos Related to above Question