Jai Gurudev
Gurumaa, dhyan awastha mein saakshi bhav mein hum apne aap ko kaise sanyamit rakh sakein, uske liye ham kya karein, kripa kar ke margdarshan dein. Kya ham tatasth bhav mein reh sakte hain ya phir nahin. Ham apne aap ko kaise strong banayein?
Jai Gurudev,
Apke charno mein mera pranaam......
Main ashram mein do baar shivir attend kar chukka hoon. Aapne jaisa kaha tha main apne shwas par nazar rakhta hoon. Roz subah main nishkriya dhyan or sham ko yog nidra karta hoon. meri samasya yeh hai ki ab na chahte hua bhi jab mai nishkriya dhyan karta hoon meri ginti shru
ho jati hai or ...
I had joined Dhyan Shivir at Gannaur Ashram. Since that time, I am doing Sakriya Dhyan daily. I like it very much but fear whether in long term it is harmful or not because in this dhyan we exhale breath forcefully.